Monday, February 6, 2017

Mujhko Lauto do College ke din!


Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo, Bhale mujhse lelo woh US ka Visa, Magar mujhko lauta do college ke din !! Woh TeeKha Samosaa, Woh tanda saaa paani, Woh project ki Khatir , tho dar dar bhataknaa , Woh lecture mein , doston ki proxy lagaanaa, Woh sir ko chidana, aeroplane udaanaa, Woh submission ki raton ,ko jagna jagaanaa, Woh doosron ka assignment , ko apnaa banana, Woh seminar ke din , pairon ka chat-patanaa, Woh workshop mein din bhar , pasinaa bahanaa, Phir Exam ke din ko , tho bechain hona.. College ki thi ..woh lambi si raatein, Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi...... Woh college, woh baatein, woh guzara jamana.. Mujhko lauto do college ke din !!

1 comment:

Unknown said...

Ya...its amazing... olden days are golden days